Breaking News
Loading...
Thursday, 23 May 2013

Info Post



Yoon hi Baaton hi Baaton main
Mujhe us nay Bataya tha,

Mohhabat kernay walay piyar main Dhoka nahi Kertay
Koi jab baat kerta ho usay Toka nahi Kertay,

Jisay janay ki Jaldi ho usay Roka nahi Kertay
Yoon hi Baaton hi Baaton Main,

Mujhe ab Yaad aaya Hai
Usay Janay ki Jaldi Thi...!!!


0 comments:

Post a Comment